Roman script

aadmi aadmi ko kya dega

aadmi aadmi ko kya dega

jo bhi dega wohi khuda dega

mera qaatil hi mera munsib hai

mera qaatil hi mera munsib hai

mera qaatil hi mera munsib hai

kya mere haq mein faisla dega

kya mere haq mein faisla dega

aadmi aadmi ko kya dega

jo bhi dega wohi khuda dega

zindagi ko kareeb se dekho

zindagi ko kareeb se dekho

zindagi ko kareeb se dekho

iska chehra tumhe rulaa dega

aadmi aadmi ko kya dega

jo bhi dega wohi khuda dega

hamse pucho dosthi ka silaa

hamse pucho dosthi ka silaa

hamse pucho dosthi ka silaa

dushmano ka bhi dil hilaa dega

aadmi aadmi ko kya dega

jo bhi dega wohi khuda dega

ishq ka zehar pee liya aakhir

ishq ka zehar pee liya aakhir

ishq ka zehar pee liya aakhir

ab masiha bhi kya dawa dega

ab masiha bhi kya dawa dega

jo bhi dega wohi khuda dega

aadmi aadmi ko kya dega

aadmi aadmi ko kya dega

jo bhi dega wohi khuda dega

Explore this song