Roman script

sar pe aadha pauna chhappar hai to kya

ghar pe khule aam aati hai hawa

seeli seeli geeli shakkar hai to kya

lutna meethi chai ka maza

dev bhumi himachal pradesh ki ye maya

bhul jate sab kya khoya kya paya

aadha bhi zyada hai yaha jeena bada sada hai yaha

khush rehna aasan hai yaha aadha bhi zyada hai yaha jhuthi

baki ki duniya sari jhuthi sachchi yaha ki jadi buti

bhole ki bolo jai khaali jeb par koi na udas

devo ka yaha hai waas re koi na fikre aaspas

yaha sath mein behti byas oh sun le bande

pahadi sahcche bandhu

aake pahaado mein ram tu

gunje hawao mein damru

bhole ki bolo ho jay jay bhole

aadha bhi zyada hai yaha

jeena bada sada hai yaha

khush rehna aasan hai yaha

aadha bhi zyada hai yaha

Explore this song