Roman script
aahan hai ye kya, aankhe ye aankhe sagar se gahri ye aankhe hai jhukti hai uthi hai sharmili si aankhe ye aankhe sapno ki rajdhani saare jugnu taare inse hi jagmagana sikhe oh ho phulo jaisi hai ye ladki hai ye ladki pariyo jaisi hai na wo o bholi bholi khoi khoi hirni si hai ye ladki komal komal ye ladki, sundar ladki, najuk najuk ye ladki tera aachal jo lahraye to mera dil sang sang lahraye, dhadke hi jaaye tere tan se jo aa jaye mere tan man me bas jaaye, u hu hu u teri julf ki mahki hui jo chaav hai wo hai meri manzil tere sare gum meri sari khushiya ab dono ki hai, hai kahta dil lo phulo jaisi hai ye ladki hai ye ladki pariyo jaisi hai naa wo o o bholi bholi khoi khoi hirni si hai ye ladki komal komal ye ladki, sundar ladki, najuk najuk ye ladki chand pe tu mai dharti pe thodi to paas aa ja dhadkan me tu sama ja mai tere geet gaau ye arman ye tamanna hai aur dil me tu hai tu hai, tu hai phulo jaisi hai ye ladki hai ye ladki pariyo jaisi hai na wo o bholi bholi khoi khoi hirni si hai ye ladki komal komal ye ladki, sundar ladki, najuk najuk ye ladki phulo jaisi hai ye ladki hai ye ladki pariyo jaisi hai na wo o bholi bholi khoi khoi hirni si hai ye ladki komal komal ye ladki, sundar ladki, najuk najuk ye ladki pariyo jaisi, komal komal ye ladki phulo jaisi najuk najuk ye ladki
Song details
- Singer: Clinton Cerejo
- Singer: Kalyani Menon
- Film / album: Ekk Deewana Tha (2012)
- Composer: A R Rahman
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Prateik Babbar
- Actor: Amy Jackson
- Actor: Sachin Khedekar
- Actor: Manu Rishi
- Actor: Ramesh Sippy
- Actor: Samantha Ruth Prabhu
- Actor: Ashwin Kakumanu
- Actor: Babu Anthony
- Actor: Vikas Menon
Song video
singer: Clinton Cerejo, Kalyani Menon