Roman script

aaj gam kal khushi 
hai yahi zindagi sun le pyare
aadmi wo jo himmat na haare
aaj gam kal khushi 
hai yahi zindagi sun le pyare
aadmi wo jo himmat na haare
jo na kaanto se daman bachaye
phul banke wahi muskuraye
phul banke wahi muskuraye
yunhi mar mar ke jee 
ashk hans hans ke pee gam ke mare
aadmi wo jo himmat na haare
aaj gam kal khushi 
hai yahi zindagi sun le pyare
aadmi wo jo himmat na haare
jin garibo se duniya khafa hai
unko bhagwan ka aasraa hai
unko bhagwan ka aasraa hai
mushkilo se na dar ho na is kadar besahare
aadmi wo jo himmat na haare
aaj gam kal khushi 
hai yahi zindagi sun le pyare
aadmi wo jo himmat na haare

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Johnny Walker, Geeta Bali, Nasir Khan, Tun Tun, Mukri, Achala Sachdev