Roman script

ya to barbaad kar do

ya to barbaad kar do

ya phir aabaad kar do

ya to barbaad kar do

ya phir aabaad kar do

woh galat tha yeh sahi hai

jhooth yeh aaj keh do

itna ehsaan kar do

itna ehsaan kar do

poore armaan kar do

lab pe aa kar jo ruke hain

dhayi woh harf keh do

meri saanson se judi hai

teri har saans keh do

mushkil aasaan kar do

mushkil aasaan kar do

ya to barbaad kar do

ya phir aabaad kar do

meetha sa yeh zehar

main to peeta rahunga

tu khuda na sahi

main to sajde karunga

meetha sa yeh zehar

main to peeta rahunga

tu khuda na sahi

main to sajde karunga

tum jo sheerin na huye kya

humko farhaad kar do

meri saanson se judi hai

teri har saans keh do

itna ehsaan kar do

itna ehsaan kar do

poore armaan kar do

ya to barbaad kar do

ya phir aabaad kar do.

Explore this song