Roman script

aa jara aaj to aa jara aaj to muskura le

ye hansi ye khushi do ghadi hai janeman bas yahi zindagi hai  

aaj to haale dil par koi 

pyar ki raagini chhed de 

ye jahan ye sama kal yaha 

jaaneman phir mile naa mile ha

aa jara aaj to aa jara aaj to muskura le

ye hansi ye khushi do ghadi hai 

jaaneman bas yahi zindagi hai ha

bekhudi me jo ho khata

aaj sab ke lie wo maff hai

gam nahi hai kisi bat ka

dil agar aapka saf hai

aa jara aaj to muskura le

ye hansi ye khushi do ghadi hai 

jaaneman bas yahi zindagi hai ha

le utha haath me jhaap le 

jaam aa dhoke hai thaam le 

aur bhi aur bhi dilruba hosh ka 

aaj mat naam le 

aa jara aaj to aa jara aaj to muskura le

ye hansi ye khushi do ghadi hai 

jaaneman bas yahi zindagi hai ha

Explore this song