Roman script

aa ye ajal hai zindagi

gam ka zamana tal gaya

ab kya girengi bijliya

jab aashiya hi jal gaya

aao shabe gum aaye ja

sare jaha par chaye ja

ab tuhi tu rah jayegi

ab kal na hargiz aayegi

wo dil jo dushman tha tera

wo zindagi ka din mera

wo din hamesha ke liye

ha din wahi din dhal gaya

gum ka zamana tal gaya

is umar ka awwal fanah

is umar ka aakhir fanah

ek jhuth ka darbar hai

watil fana zaahil fana

ye zindagi kuch bhi nahi

ye zindagi kuch bhi nahi

natak ka jhutha khel hai

jab tak chala so chal gaya

gum ka zamana tal gaya

aayi azal hai zindagi

gum ka zamana tal gaya

ab kya girengi bijliya

jab aashiya hi jal gaya

Explore this song