Roman script

naye rasto ke nishaan

bnata chale jo yahan

usi ka hai saara jahan

usi ke zameen asmaa

soch soch badle

baat baat badle

to sama bhi badlege yahan

aa thalaivii aa thalaivii aa

fasla kar khatam fasla

saaf saari baat ho

door kali raat ho

dushmano ki baat ho atal

andhiya…

tu utha…

aa thalaivii aa thalaivii aa

hausla har taraf hausla

aa thalaivii aa thalaivii aa

fasla kar khatam fasla.

Explore this song