Roman script

aa raha hai maza teri baaho me

chha raha hai nasha meri nigaho me

meri aarzu bhi ho tum, meri zindagi bhi ho tum

jaane ada suno tum zara mere dil ki sada

kabhi yaha kabhi waha kaise main kahu hai dard kaha

kahi jalan kahi chubhan bujhati nahi saanso ki agan

zara paas aa mujhko chain aayega

aa raha hai maza teri baaho me

chha raha hai nasha meri nigaho me

meri aarzu bhi ho tum, meri zindagi bhi ho tum

jaane ada suno tum zara mere dil ki sada

aa raha hai maza teri baaho me

chha raha hai nasha meri nigaho me

jawa jawa ye hasi sama jane kaisi ye pyaas jagi

kya bebasi kya bekhudi saare tan me hai aag lagi

ye pyar dil ko kitna tadapayega

aa raha hai maza teri baaho me

chha raha hai nasha meri nigaho me

meri aarzu bhi ho tum, meri zindagi bhi ho tum

jaane ada suno tum zara mere dil ki sada

aa raha hai maza teri baaho me

chha raha hai nasha meri nigaho me

meri aarzu bhi ho tum, meri zindagi bhi ho tum

jaane ada suno tum zara mere dil ki sada

mere dil ki sada, ha mere dil ki sada

mere dil ki sada

Explore this song