Roman script

aa jaye kisi din tu aisa bhi nahi lagta
aa jaye kisi din tu aisa bhi nahi lagta
lekin wo tera vaada jhuta bhi nahi lagta
aa jaye kisi din tu aisa bhi nahi lagta 
milta hai sukoon dil ko us yaar ke kuche me
milta hai sukoon dil ko us yaar ke kuche me
har roz magar jaana acha bhi nahi lagta
aa jaye kisi din tu aisa bhi nahi lagta 
dekha hai tujhe jabse bechain bahut hai dil
dekha hai tujhe jabse bechain bahut hai dil
kehne ko koi tujhse rishta bhi nahi lagta
aa jaye kisi din tu aisa bhi nahi lagta 
kya faisla ab kije baare me fakil uske 
kya faisla ab kije baare me fakil uske 
wo gair nahi lekin apna bhi nahi lagta
lekin wo tera waada jhuta bhi nahi lagta
aa jaye kisi din tu aisa bhi nahi lagta
aa jaye kisi din tu aisa bhi nahi lagta

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Hrithik Roshan, Esha Deol