Roman script

aa jao tadapte hain arman, aa jao tadapte hain arman 

ab rat gujrne wali hai, ab rat gujrne wali hai 

main rou yaha tum chup ho waha

ab rat gujrne wali hai, ab rat gujrne wali hai 

aa jao tadapte hain arman, aa jao tadapte hain arman 

ab rat gujrne wali hai, ab rat gujrne wali hai 

o chand ki rangat udane lagi

lo taro ke dil ab dub gaye, dub gaye

hai dard bhara bechain sama, ab rat gujarne wali hai 

ab rat gujarne wali hai  is chand ke dole me aayi najar  

is chand ke dole mein aayi najar

ye rat kee dulhan chal di kidhar, chal di kidhar  

aawaz to do khoye ho kaha, ab rat gujarne wali hai 

ab rat gujarne wali hai 

ghabra ke najar bhi har gayi, ghabra ke najar bhi har gayi

takdir ko bhi nind aane lagi, nind aane lagi

tum aate nahi, main jau kaha, ab raat gujarne wali hai

ab raat gujarne wali hai, ab raat gujarne wali hai

ab raat gujarne wali hai, ab raat gujarne wali hai

ab raat gujarne wali hai

Explore this song