Roman script

aa jao aa jao naag raja tum aa jao

aa jao aa jao naag raja tum aa jao

hazaro phan funkaare aao bharte hunkarein

kanth shankar ka chhodo re

aaj vishnu ko jaga do gagan paatal hila do 

aaj pralay macha do re

aa jao aa jao nag raja tum aa jao

aa jao aa jao nag raja tum aa jao

kaalrup vikaral roop bhoochal machate aao

takshak ho tum rakshak ho tum 

bhakshak ban ke dikhao

kalrup vikaral rup bhoochal machate aao

takshak ho tum rakshak ho tum 

bhakshak ban ke dikhao

zehar se zehar marega na papi koi bachega

karega so bharega re bano tum vish ki jawala 

ho durjan ka muh kala sajjan ka rakshan karo re 

aa jao aa jao nag raja  tum aa jao

aa jao aa jao nag raja tum aa jao

tum anant dole dig digant har 

saans mein ek tufaan hai

tum bhujang chale maut sang tum 

jaha ho jeet vaha hai

tum anant dole dig digant har 

saans me ik tufan hai

tum bhujang chale maut sang tum 

jaha ho jeet vaha hai

farebi drishti darinde badhakar apne panje

hamko nigalane khade

satya ki jeet kara do dharam ka deep jala do

dharati ka bojh hata do

aa jao aa jao nag raja tum aa jao

aa jao aa jao nag raja tum aa jao

hazaro phan funkaare aao bharte hunkare

kanth shankar ka chhodo re

aaj vishnu ko jaga do gagan paatal hila do

aaj pralay macha do re

aa jao aa jao nag raja tum aa jao

Explore this song