Roman script

aa jaaneja aa meharba

jine ki ada tujhko dilruba

mai du sikha

mai du sikha

ulfat ke pyale se jisne

thodi si bhi pee 

duniya me usko khuda bhi

jannat bhi mili

peele yar peele yar

aa jaaneja aa meharba

jine ki ada tujhko dilruba

mai du sikha

mai du sikha

milti hai jinko mohabbat

wo hai khusnasib

kar du mai tujhpe inayat

aaja tu karib aaja yar, aaja yar

aa jaaneja aa meharba

jine ki ada tujhko dilruba

mai du sikha

mai du sikha

julfo ki phir ye ghataye

chhaye ke na chhaye

saanso ka kya hai bharosha

aaye ke na aaye

jake yar jake yar

aa jaaneja aa meharba

jine ki ada tujhko dilruba

mai du sikha

mai du sikha

Explore this song