Roman script

aa jaana ye dil hain, ye dil hain mera diwaana 

he awaara nashila tera mastaana 

o aa jaane jaa main hun tera, ye dil mera fida tera 

jo tu saath hain to jamaana mere saath hain

aa jaana ye dil hain, ye dil hain mera diwaana 

he awaara nashila tera mastaana 

freedom agar ho to baate na kar 

ulti jaane do na maaro rahne bhi do siti 

maidam khafaa hain tu, nakhara hain ye kaisa 

premi mileg na tujhko mere jaisa 

he ja re ja tu, mujhe na sata tu

o diwaani meri raani, tera gussa hain tufaanai 

marega girega, ye tufaa tere saath hai

aa jaana ye dil hain mera diwaana 

ha awaara nashila tera mastaana

tikhi nazar ho to, dil pe asar ho to 

duniyaa hain fir teri chaahat agar ho to 

sorry tu jaane de, gussa na aane de 

ghar waale marenge, ghar mujhko jaane de 

ha aa re aa tu mujhe na sata tu 

mohabbat ki hain ye baaji main bhi teri main hu raaji 

jawaani ka ye paath sun lega saara jahaa

la la la la la la la la 

aa jaana ye dil hain mera diwaana 

ha awaara nashila tera mastaana

la la la la la la la

Explore this song