Roman script

rut albeli aayi chaman me 

aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja 

phulon ne raas rachai pawan me 

aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja 

rut basant ki badi suhani 

rut basant ki badi suhani 

aayi hai harsayi jawani 

aayi hai harsayi jawani 

aas hai aa jao sajan 

phir se chhede prem kahani

rom rom hai naache mera 

aasha ne li angdaai chaman me

aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja 

kab aayega kab aayega ye to batla 

tujh bin mera haal hai patla 

haal hai patla 

aise prem se mai baaj aayi

jisne kar diya dil ka tukda

aise prem se mai baaj aayi

jisne kar diya dil ka tukda

ban than ke mai kaise dikhaun

aag lag jaye aise jowan me 

aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja 

aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja 

rut albeli aayi chaman me 

aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja 

aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja 

phulon ne raas rachai pawan me 

aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja 

aaja sawariya aaja aaja sawariya aaja

Explore this song