Roman script

o jagwale dekh liya jag tera 
o jagwale dekh liya jag tera 
tod diya haye pyar bhara dil mera
o jagwale dekh liya jag tera 
o jagwale dekh liya jag tera 
sari sari rain mere barse nain kit jau re
mai kis se aas lagau re 
sari sari rain mere barse nain kit jau re
mai kis se aas lagau re 
haye mohabbat tera bura ho
haye mohabbat tera bura ho
lut liya ghar mera
o jagwale dekh liya jag tera 
khushi ka afsana ye bahare
kisi ke hotho se kah rahi hai
khushi ka afsana ye bahare
kisi ke hotho se kah rahi hai
kisi ki aankho pe gesu aakar
kisi ki aankho pe gesu aakar
ghataye sawan pe ga rahi hai
ye kah rahi hai
o jagwale dekh liya jag tera 
o jagwale dekh liya jag tera

Song details

Song video

Watch on YouTube