Roman script

aa aa

ga ma pa ga ma ga sa ga ma pa ga ma ga

ga ma pa ga ma ga ga ma pa ga ma ga

ga ma pa ga ma ga sa ga ma pa ga ma ga

ga ma pa ga ma ga ga ma pa ga ma ga

aa ja re piya jiya jaye na

aa ja re piya jiya jaye na

sang thode mere peeche aage re teri parchhaiyan

bina dor teri oron piya man ki cha jaye haan

bina door teri oron piya man ki cha jaye haan

aa ja re piya jiya jaye na aa ja re piya

jee uthin khwaishein saans li jazbaaton ne 

ab to jagna shuroo kardiya meri raaton ne 

main ikhatti karta hun kehne ko baatein kar 

par tujhe dekh ho jate hain lafz hi la pata 

mujhe hoti khabar tak nahi aur tu chal jaye na 

aa ja re piya jiya jaye na aa ja re piya

ab raagon mein jo basar hai woh tera hi asar hai

phir bhi tu bekhabar hai o piya

ab raagon mein jo basar hai woh tera hi asar hai

phir bhi tu bekhabar hai o piya

aaa kori si zindagi pe rang kuchh aise chadte hain

haat jese koi geeli mitti ko garhte hain

aadatan hi sahi badla hai kuch to kahin

kabhi to aankhain band kar ke bhi dikhta hai sab naya

yun lage ke jahaan mein nahi koi apne siva

aa ja re piya jiya jaye na aa ja re piya

Explore this song