Roman script

aa ja o jane wale dil ki lagi ko bujha
aa ja o jane wale dil ki lagi ko bujha
mai teri tu mera mai teri tu mera 
aankho me aa bas ja aankho me aa bas ja 
sun re o bewafa dil mera na jala 
aa ja o jane wale dil ki lagi ko bujha
aa ja o jane wale dil ki lagi ko bujha
dil ka sukun teri aankhiyo ne chhina 
dil ka sukun teri aankhiyo ne chhina 
aag lagi hua mushkil jina 
aag lagi hua mushkil jina 
ab aur na tadpa o mere dil ruba 
aa ja o jane wale dil ki lagi ko bujha
aa ja o jane wale dil ki lagi ko bujha

Song details

Song video

Watch on YouTube