Roman script

aa gaya hai waqt maut ka

band hai har ek raasta

bulbul hoga tera kya

haye haye meri maa

mai abhi hua hi tha jawa

aa gayi hai maut na raha

fas gayi kaha nanhi si ye jaan

tut kyu pada na aasma

haye haye meri maa

aa gaya hai waqt maut ka

band hai har ek raasta

are bulbul hoga tera kya

kya hoga

koi leke jaye ye baya

todta hai dam tera gulam

leke tera naam aakhiri salam

khatam ho rahi hai dasta

haye haye meri maa

aa gaya hai waqt maut ka

khul gaya har ek raasta

bulbul sochta hai kya

sochta hu ki ye jahaa kahi

ik hasin khwab to nahi

meri najani de mujhe yaki

are meri najani de mujhe yaki

ye jami hai ya ke aasma

tauba tauba meri ja

aa gaya hai waqt maut ka

khul gaya har ek raasta

bulbul sochta hai kya

are waah waah waah waah 

aa gaya hai waqt maut ka

Explore this song