Roman script

aa birna more birna

aa birna more birna

rakhi baandhu ki birna sawan laaga

rakhi baandhu ki laaga sawan re

ho rakhi baandhu ki birna sawan laaga

rakhi baandhu ki laaga sawan re

suno behna suno behna

o suno behna suno behna

tere bandhan ne bhai ka man bandha

tere bandhan ne bandha ye man re

o tere bandhan ne bhai ka man bandha

tere bandhan ne bandha ye man re

aa birna more birna

aa birna more birna

aisa hai ye din bhulaaye na bhule

bhulaaye na bhule, bhulaaye na bhule

chaahe jo koi bhulana

aisa hai ye din bhulaaye na bhule

chaahe jo koi bhulana

Explore this song