Roman script

aab aa bhi ja kitna karu intezaar aa bhi ja
aa bhi ja re aaja ik baar aapne chehre ka deedar kara ja
aab aa bhi ja re aaja aa bhi ja re aaja 
hogayi hogayi mai dewaani
dewaani dewaani mai dewaani
hogayi hogayi mai dewaani 
palke bichaye raha me kabse khara hu mai
a thamle tu mujhko tujhse jura hu mai 
aaisa na ho ke jaan chali jaye tere bin
ik baar aapne chehre ka deedar kara ja
aab aa bhi ja re aaja aa bhi ja re aaja

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Farid Sabri, Sabri Brothers, Sahil Rayyan, Rehaa