Roman script

la la la la la 

ba ba ba ba ba 

ma ma ma ma la 

tera naam likha hain is dil pe 

aa baith ja motarcycle pe 

tujhe sair kara ke laaun 

sair kara ke laau 

tera naam likha hain is dil pe 

aa baith ja motarcycle pe 

tujhe sair kara ke laaun 

sair kara ke laau 

o ho ho la la la 

o ho ho la la la 

halke se kathe chune ka 

gulkand mila ke pune ka

tujhe mitha paan khilau 

sair kara ke laau 

shaadi ko beete saal kai, shaadi ko 

shaadi ko beete saal kai

tu jaisi thi vaisi hi rahi 

tu jaisi thi viasi hi rahi 

mujhe haath pe haath na dharne de 

mujhe haath pe haath na dharne de 

sang baithe pyaar na karne de 

main thaam ke dil rah jaaun 

thaam ke dil rah na jaau 

tera naam likha hain is dil pe 

aa baith ja motarcycle pe 

tujhe sair kara ke laaun 

sair kara ke laau 

ruk jaye ruk jaye ruk jaye 

ruk jaye thodi der yahi 

hame dekhne wala koi nahi 

ruk jaye thodi der yahi 

hame dekhne wala koi nahi 

lahrate huye lahrate huye lahrate huye 

lahrate huye amber ke tale 

ye bhi bhigi shaam jale 

ye bhi bhigi shaam jale yahu 

agu baiya ye to pagal ho gaya 

lahrate huye amber ke tale 

ye bhigi bhigi shaam jale 

main paagal na ho jaun 

paagal na ho jaau 

tera naam likha hain is dil pe 

aa baith ja motarcycle pe 

tujhe sair kara ke laaun 

sair kara ke laau 

le shaam ke saaye dhalte hain 

ab aa jaa ghar ko chalte hain

le shaam ke saaye dhalte hain 

ab aa jaa ghar ko chalte hain

le shaam ke saaye dhalte hain 

ab aa jaa ghar ko chalte hain

ye pyar ke pal bekar gaye 

ye pyar ke pal bekar gaye 

ye pyar ke pal bekar gaye 

ghir ghir ke baadal haar gaye 

main pyas bujha na paau 

pyas bujha na paau 

chal tujhko ghar le jaau 

aa baith ja motarcycle pe 

tujhko ghar le jaau

la la la la la

Explore this song