Roman script

aa aa aa aa aa 

aa aa aa aa aa

aaungi main aaungi 

aaungi main aaungi, tum raho kahin bhi 

aaungi main aaungi, tum raho kahin bhi 

aaungi main aaungi 

jab raat ka parda gir jayega 

gahra sannata chhayega

band kiwad khulega apne aap, diya jal jayega

tab main aaungi 

aaungi main aaungi, tum raho kahin bhi 

aaungi main aaungi 

jab jab sajaoge, koi mehfil bahar me

jab jab sajaoge, koi mehfil bahar me

chhedoge saaz mere intzaar me

ghunghru chhnak se jayenge

jab leke mera naam

tab chupke chupke main bhi, jara gungunaungi

aaungi aaungi main aaungi 

tum raho kahin bhi, aaungi main aaungi

Explore this song