Roman script
Jaise tu hai Paas mere Tere Paas main Jaise shaamon ke sawere Tere Paas main Jaise neechi nazar mein Sharam chhupi hai Saanson mein koi nazam Jaise paani Paas pyaase Tere Paas main Jaise dil ke hain dilaase Tere Paas main Jhooth hain ye dooriyan Jhooth faasla hai Tujhe roz mil raha hoon main Yeh door phir kaha hua Jaise kaanon mein ho baali Tere Paas main Jaise honthon pe ho laali Tere Paas main Tere Paas main Tere Paas main Deepali Sahay-Version Jaise Tu Hai Paas Mere Tere Paas Main Jaise Shaamon Ke Sawere Tere Paas Main Jaise Kaagaz Pe Koi Nazam Likhi Hai ya bhoole se koi koi kasam Jaise Paani Paas Pyaase Tere Paas Main Jaise Dil Ke Hain Dilaase Tere Paas Main Jhooth Hain Ye Dooriyan Jhooth Faasla Hai Tujhe Roz Mil Raha Hun Main Baat Ho Khayal Mein Jaise Honthon Mein Ho Laali Tere Paas Main Jaise Kaanon Mein Ho Baali Tere Paas Main Jaise Tu Hai Paas Mere Tere Paas Main Jaise Shaamon Ke Sawere Tere Paas Main Apni Kahani Utni Rahegi Chaahe Badha Lo Chaahe Ghata Lo Kajal Nahin Main Gaalon Ka Til Hun Mit Ta Nahin Main Kitna Mita Lo Mera To Hatna Mushqil Bada Hai Tum Saamne Se Sheesha Hata Lo Jaise Aankhon Ke Ishaare Tere Paas Main Jaise Nadiya Ke Kinaare Tere Paas Main Jaise Neechi Nazar Mein Sharam Chhupi Hai Saanson Mein Rehti Nazam Jaise Tu Hai Paas Mere Tere Paas Main Jaise Shaamon Ke Sawere Tere Paas Main
हिंदी में गीत
जैसे तू है पास मेरे तेरे पास मैं जैसे शामों के सवेरे तेरे पास मैं जैसे नीची नज़र में शर्म छुपी है साँसों में कोई नज़्म जैसे पानी पास प्यासे तेरे पास मैं जैसे दिल के हैं दिलासे तेरे पास मैं झूठ हैं ये दूरियाँ झूठ फ़ासला है तुझे रोज़ मिल रहा हूँ मैं ये दूर फिर कहाँ हुआ जैसे कानों में हो बाली तेरे पास मैं जैसे होंठों पे हो लाली तेरे पास मैं तेरे पास मैं तेरे पास मैं Deepali Sahay-Version जैसे तू है पास मेरे तेरे पास मैं जैसे शामों के सवेरे तेरे पास मैं जैसे कागज़ पे कोई नज़्म लिखी है या भूले से कोई कोई कसम जैसे पानी पास प्यासे तेरे पास मैं जैसे दिल के हैं दिलासे तेरे पास मैं झूठ हैं ये दूरियाँ झूठ फ़ासला है तुझे रोज़ मिल रहा हूँ मैं बात हो ख़याल में जैसे होंठों में हो लाली तेरे पास मैं जैसे कानों में हो बाली तेरे पास मैं जैसे तू है पास मेरे तेरे पास मैं जैसे शामों के सवेरे तेरे पास मैं अपनी कहानी उतनी रहेगी चाहे बढ़ा लो चाहे घटा लो काजल नहीं मैं गालों का तिल हूँ मिटता नहीं मैं कितना मिटा लो मेरा तो हटना मुश्किल बड़ा है तुम सामने से शीशा हटा लो जैसे आँखों के इशारे तेरे पास मैं जैसे नदिया के किनारे तेरे पास मैं जैसे नीची नज़र में शर्म छुपी है साँसों में रहती नज़्म जैसे तू है पास मेरे तेरे पास मैं जैसे शामों के सवेरे तेरे पास मैं
Song details
- Singer: Vipin Aneja
- Singer: Deepali Sahay
- Film / album: Main Vaapas Aaunga
- Composer: AR Rahman
- Lyricist: Irshad Kamil
Song video
Song video
singer: Vipin Aneja, Deepali Sahay
director: Imtiaz Ali
cast: Diljit Dosanjh, Naseeruddin Shah, Vedang Raina, Sharvari
music label: Tips Music