Roman script

Ye botal bhari bharaayi

Na honton se lagaayi

Ghazab toh dekho yaaro

Usne aankhon se pilaayi

Pehle toh nazar milaayi

Phir dekh ke muskurayi

Ghazab toh dekho yaaro

Usne aankhon se pilaayi

Tujhe jaisi na koi teeno lok mein

Sab kuch luta doon tere shauk mein

Tum aur sharab mile ho a ho

Rehne nahi dete dono hosh mein

Tum aur sharab mile ho a ho

Rehne nahi dete dono hosh mein

Tum aur sharab mile ho a ho

Rehne nahi dete dono hosh mein

Tum aur sharab mile ho a ho

Rehne nahi dete dono hosh mein

Chanchal kajrari aankhen

Haaye shikari aankhen

Dil pe chalaye chhuriyan

Teri katari aankhen

Dil pe chalaye chhuriyan

Teri katari aankhen

Naagin si haye zulfein

Kaali ghataaye zulfein

Maaregi tauba tauba

Teri balaaye zulfein

Maaregi tauba tauba

Teri balaaye zulfein

Toote chaand ka guroor

Tere chehre ka noor

Tujhe dekh dekh hota hai

Deewane ko suroor

Tujhe jaisi na koi teeno lok mein

Sab kuch luta doon tere shauk mein

Tum aur sharab mile ho a ho

Rehne nahi dete dono hosh mein

Tum aur sharab mile ho a ho

Rehne nahi dete dono hosh mein

Tum aur sharab mile ho a ho

Rehne nahi dete dono hosh mein

Tum aur sharab mile ho a ho

Rehne nahi dete dono hosh mein

हिंदी में गीत

ये बोतल भरी भराई

ना होंठों से लगाई

ग़ज़ब तो देखो यारो

उसने आँखों से पिलाई

पहले तो नज़र मिलाई

फिर देख के मुस्कुराई

ग़ज़ब तो देखो यारो

उसने आँखों से पिलाई

तुझे जैसी ना कोई तीनों लोक में

सब कुछ लुटा दूँ तेरे शौक में

तुम और शराब मिले हो आ हो

रहने नहीं देते दोनों होश में

तुम और शराब मिले हो आ हो

रहने नहीं देते दोनों होश में

तुम और शराब मिले हो आ हो

रहने नहीं देते दोनों होश में

तुम और शराब मिले हो आ हो

रहने नहीं देते दोनों होश में

चंचल कजरारी आँखें

हाय शिकारी आँखें

दिल पे चलाएं छुरियां

तेरी कटारी आँखें

दिल पे चलाएं छुरियां

तेरी कटारी आँखें

नागिन सी हाय ज़ुल्फें

काली घटाएं ज़ुल्फें

मारेंगी तौबा तौबा

तेरी बलाएं ज़ुल्फें

मारेंगी तौबा तौबा

तेरी बलाएं ज़ुल्फें

टूटे चाँद का गुरूर

तेरे चेहरे का नूर

तुझे देख देख होता है

दीवाने को सुरूर

तुझे जैसी ना कोई तीनों लोक में

सब कुछ लुटा दूँ तेरे शौक में

तुम और शराब मिले हो आ हो

रहने नहीं देते दोनों होश में

तुम और शराब मिले हो आ हो

रहने नहीं देते दोनों होश में

तुम और शराब मिले हो आ हो

रहने नहीं देते दोनों होश में

तुम और शराब मिले हो आ हो

रहने नहीं देते दोनों होश में

Explore this song