Roman script
Jachda ni jachda ni Koi vi tere siva Mirza main mirze di Tuiyyon tuiyyon sahiba x(2) Dekhti hain band palkon Se bhi soorat aapki Ab rahi na meri aankhon Ko zaroorat khwaab ki (haan yahi toh Haan yahi toh Khasiyat hai aapki) x(2) (khud se badh ke chaahe deewana Khairiyat janaab ki) x(2) (haan yahi toh Haan yahi toh Khasiyat hai aapki)x(2) (jachda ni jachda ni Koi vi tere siva Mirza main mirze di Tuiyyon tuiyyon sahiba) x(2) (tere bin na Tere bin na bin na Tere bin na Tere bin na bin na Tere bin na Tere bin na bin na Jeena haaniya) x(2) Tere bina Jeena bhi kya hai jeena Nazar se teri dekhti hun Toh lagti hun main Aur bhi khoobsurat mujhe Kisi bhi saaj ya singaar ki Ab kya zaroorat mujhe Sajan teri bahon mein beete jo har pal Vo mere liye ek tyauhar hai Na ab dekhna taareekh ya Din ya mahoorat mujhe Makhmali aavaaz jaise Goonj ho rabaab ki Ab rahi na meri aankhon Ko zaroorat khaab ki (haan yahi toh Haan yahi toh Khasiyat hai aapki) x(2) (khud se badh ke chaahe Deewana khairiyat janaab ki) x(2) (haan yahi toh haan yahi toh Khasiyat hai aapki)x(2) (jachda ni jachda ni Koi vi tere siva Mirza main mirze di Tuiyyon tuiyyon sahiba) x(2) (tere bin na Tere bin na bin na Tere bin na Tere bin na bin na Tere bin na Tere bin na bin na Jeena haaniya) x(2) Tere bina Jeena bhi kya hai jeena
Song details
- Singer: Raghav Chaitanya
- Singer: Jonita Gandhi
- Film / album: Chand Mera Dil
- Composer: Sachin-Jigar
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Song video
singer: Raghav Chaitanya, Jonita Gandhi
director: Vivek Soni
cast: Ananya Panday, Lakshya
choreography: Adil Shaikh
music label: Sony Music India