Roman script
Aur kya chahiye Ke zindagi bhar tujhe Rah sakein yaad hum Rahein na rahein hum Rahein na rahein hum Saath na ho ke bhi Har ek din har ghadi Hain tere saath hum Rahein na rahein hum Rahein na rahein hum Tujhse juda hum kahaan Hai bas wahi tu jahaan Tujhse juda hum kahaan Hai bas wahi tu jahaan Tujh mein aabaad hum Rahein na rahein hum Rahein na rahein hum Pyaar jo na kisi ko samajh aaye re Sirf mehsoos jisko kiya jaaye re Taul paaye na tuk ke taraazu jise Waqt ke daayre baandh na paaye re Pyaar jo na kisi ko samajh aaye re Sirf mehsoos jisko kiya jaaye re Taul paaye na tuk ke taraazu jise Waqt ke daayre baandh na paaye re Tujhse wahi to kiya Dil kya tujhe sab diya Har reet se rasm se Bandish ki har qism se Ab hain aazaad hum Rahein na rahein hum Rahein na rahein hum Rahein na rahein hum
हिंदी में गीत
और क्या चाहिए के जिंदगी भर तुझे रह सकें याद हम रहें ना रहें हम रहें ना रहें हम साथ ना हो के भी हर एक दिन हर घड़ी हैं तेरे साथ हम रहें ना रहें हम रहें ना रहें हम तुझसे जुदा हम कहाँ है बस वहीं तू जहां तुझसे जुदा हम कहाँ है बस वहीं तू जहां तुझ में आबाद हम रहें ना रहें हम रहें ना रहें हम प्यार जो ना किसी को समझ आये रे सिर्फ महसूस जिसको किया जाये रे तौल पायें न तुक के तराजू जिसे वक्त के दायरे बांध ना पाएं रे प्यार जो ना किसी को समझ आये रे सिर्फ महसूस जिसको किया जाए रे तौल पायें न तुक के तराजू जिसे वक्त के दायरे बांध ना पाएं रे तुझसे वही तो किया दिल क्या तुझे सब दिया हर रीत से रस्म से बंदिश की हर क़िस्म से अब हैं आज़ाद हम रहें ना रहें हम रहें ना रहें हम रहें ना रहें हम
Song details
- Singer: Soumyadeep Sarkar
- Singer: Sachin- Jigar
- Film / album: Thamma
- Composer: Sachin-Jigar
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Song video
singer: Soumyadeep Sarkar, Sachin- Jigar
director: Aditya Sarpotdar
cast: Ayushmann Khurrana, Rashmika Mandanna, Nawazuddin Siddiqui, Paresh Rawal
music label: Tseries