Roman script

Tere mere beech mein kuch kisse baaki hai
Waqt ke hisaab mein kuch hisse baaki hai

Tere mere beech mein kuch kisse baaki hai

Tere mere beech mein kuch kisse baaki hai

Waqt ke hisaab mein kuch hisse baaki hai

Chhodi thi jo doriyaan kitaabon mein

Aandhiyaan bhi seh gayi woh

Phir hum kyun dhul gaye

Dhul gaye… dhul gaye…

Dooriyon ki baarishon mein dhul gaye

Khwaabon ke woh meethe se din ghul gaye

Chhodi thi jo doriyaan kitaabon mein

Aandhiyaan bhi seh gayi woh

Phir hum kyun dhul gaye

Chaand ki woh thandakein mehsoos toh ki thi

Aaj kyun phir chaand se kurbatein nahi milti

Yun toh saansein na ruki, zindagi bhi chal rahi

Subah ki bhi aag se muskaane nahi jalti

Raat toh guzar gayi par baatein baaki hain

Ishq toh hai gumshuda, mulaqaatein baaki hain

Chhodi thi jo doriyaan kitaabon mein

Aandhiyaan bhi seh gayi woh

Phir hum kyun dhul gaye

Dhul gaye… dhul gaye…

Dooriyon ki baarishon mein dhul gaye

Khwaabon ke woh meethe se din ghul gaye

Chhodi thi jo doriyaan kitaabon mein

Aandhiyaan bhi seh gayi woh

Phir hum kyun dhul gaye

हिंदी में गीत

तेरे मेरे बीच में कुछ किस्से बाकी हैं
वक़्त के हिसाब में कुछ हिस्से बाकी हैं

तेरे मेरे बीच में कुछ किस्से बाकी हैं

तेरे मेरे बीच में कुछ किस्से बाकी हैं

वक़्त के हिसाब में कुछ हिस्से बाकी हैं

छोड़ी थी जो डोरियाँ किताबों में

आंधियाँ भी सह गई वो

फिर हम क्यूँ धुल गए

धुल गए… धुल गए…

दूरियों की बारिशों में धुल गए

ख़्वाबों के वो मीठे से दिन घुल गए

छोड़ी थी जो डोरियाँ किताबों में

आंधियाँ भी सह गई वो

फिर हम क्यूँ धुल गए

चाँद की वो ठंडकें महसूस तो की थीं

आज क्यूँ फिर चाँद से कुर्बतें नहीं मिलतीं

यूँ तो साँसें न रुकी, ज़िंदगी भी चल रही

सुबह की भी आग से मुस्कानें नहीं जलतीं

रात तो गुज़र गई पर बातें बाकी हैं

इश्क़ तो है गुमशुदा, मुलाक़ातें बाकी हैं

छोड़ी थी जो डोरियाँ किताबों में

आंधियाँ भी सह गई वो

फिर हम क्यूँ धुल गए

धुल गए… धुल गए…

दूरियों की बारिशों में धुल गए

ख़्वाबों के वो मीठे से दिन घुल गए

छोड़ी थी जो डोरियाँ किताबों में

आंधियाँ भी सह गई वो

फिर हम क्यूँ धुल गए

Explore this song