Sham Ke Wakt Jam Yad Aaya

शाम के वक़्त जाम याद आया

★ 4.86/5 (7 votes) 1990

🎤 Singer

Lata Mangeshkar

🎵 Music Director

Ghulam ali

✍️ Lyricist

Mohsin Naqvi

🎬 Movie

Mahtab (Ghulam Ali)

▶️ Watch on YouTube

📝 Sham Ke Wakt Jam Yad Aaya Song Lyrics

Hindi Lyrics (हिंदी गीत)

शाम के वक़्त जाम याद आया

Transliteration (Roman English)

shaam ke wakt jaam yaad aaya
shaam ke wakt jaam yaad aaya
kitna dilchasp kaam yaad aaya
shaam ke wakt jaam yaad aaya

jab bhi dekha koi hasin chehra
jab bhi dekha koi hasin chehra
mujhko tera salaam yaad aaya
mujhko tera salaam yaad aaya
kitna dilchasp kaam yaad aaya
shaam ke wakt jaam yaad aaya

sunke kisse kuda ki ajmat ke
sunke kisse kuda ki ajmat ke
sunke kisse kuda ki ajmat ke
aadmi ka makaam yaad aaya
aadmi ka makaam yaad aaya

bansari ki nava ko tej karo
bansari ki nava ko tej karo
aaj radha ko shyam yaad aaya
aaj radha ko shyam yaad aaya
shaam ke wakt jaam yaad aaya

bansari ki nava ko tej karo
bansari ki nava ko tej karo
aaj radha ko shyam yaad aaya
aaj radha ko shyam yaad aaya
shaam ke wakt jaam yaad aaya

sahan-e-masjid me bhi hume mohasin
sahan-e-masjid me bhi hume mohasin
maykade ka kayaam yaad aaya
shaam ke wakt jaam yaad aaya
kitna dilchasp kaam yaad aaya
shaam ke wakt jaam yaad aaya

About "Sham Ke Wakt Jam Yad Aaya" Song

Sham Ke Wakt Jam Yad Aaya is a beautiful Hindi song from the 1990 movie Mahtab (Ghulam Ali) sung by Lata Mangeshkar. Find more Hindi song lyrics, meanings, and translations on LyricPunch.

#HindiSongs #Bollywood #SongLyrics #IndianMusic

Explore this song

Song video

Watch on YouTube