Saraswati Ye Tera Ghar Hai Mera Ghar

सरस्वती ये तेरा घर हैं मेरा घर

★ 4.8/5 (5 votes) 2001

🎤 Singer

Lata Mangeshkar

🎵 Music Director

Anand Milind

✍️ Lyricist

Ibrahim Ashq

🎬 Movie

Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar

▶️ Watch on YouTube

📝 Saraswati Ye Tera Ghar Hai Mera Ghar Song Lyrics

Hindi Lyrics (हिंदी गीत)

सरस्वती ये तेरा घर हैं मेरा घर

Transliteration (Roman English)

saraswati ye tera ghar hai mera ghar
nahi nahi ye tera ghar hai mera ghar
kisne ghar ye diya diya hai kisne kabja kiya kiya
aisa kaise huwa huwa hai sab kuch tujhko pata pata
mai bhi janu tu bhi jane janejana
phir bhi tu na meri mane janejana
mai bhi janu tu bhi jane janejana
phir bhi tu na meri mane janejana
saraswati ye tera ghar hai mera ghar
nahi nahi ye tera ghar hai mera ghar
saraswati ye tera ghar hai mera ghar
nahi nahi ye tera ghar hai mera ghar

kaise ye bhole bhale andar se kale hain
hamne to sap jaise ghar hi me pale hain
din rat ye to hamko daste hi rehte hain
phir bhi sharif ye to apne ko kahte hain
mai bhi janu tu bhi jane janejana
phir bhi tu na meri mane janejana
mai bhi janu tu bhi jane janejana
phir bhi tu na meri mane janejana
saraswati ye tera ghar hai mera ghar
nahi nahi ye tera ghar hai mera ghar
saraswati ye tera ghar hai mera ghar
nahi nahi ye tera ghar hai mera ghar

jispe bharosa kijiye dhoka wo deta hain
jagir ham jaiso ki wo naap leta hain
daya dikhanewale thokar hi khate hain
sidhe ko duniya wale ullu banate hain
mai bhi janu tu bhi jane janejana
phir bhi tu na meri mane janejana
mai bhi janu tu bhi jane janejana
phir bhi tu na meri mane janejana
saraswati ye tera ghar hai mera ghar
nahi nahi ye tera ghar hai mera ghar
saraswati ye tera ghar hai mera ghar
nahi nahi ye tera ghar hai mera ghar

kisne ghar ye diya diya hai kisne kabja kiya kiya
aisa kaise huwa huwa hai sab kuch tujhko pata pata
mai bhi janu tu bhi jane janejana
phir bhi tu na meri mane janejana
mai bhi janu tu bhi jane janejana
phir bhi tu na meri mane janejana
saraswati ye tera ghar hai mera ghar
nahi nahi ye tera ghar hai mera ghar
saraswati ye tera ghar hai mera ghar
nahi nahi ye tera ghar hai mera ghar

About "Saraswati Ye Tera Ghar Hai Mera Ghar" Song

Saraswati Ye Tera Ghar Hai Mera Ghar is a beautiful Hindi song from the 2001 movie Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar sung by Lata Mangeshkar. Find more Hindi song lyrics, meanings, and translations on LyricPunch.

#HindiSongs #Bollywood #SongLyrics #IndianMusic

Explore this song

Song video

Watch on YouTube

Additional song details

actor: Sunil Shetty, Mahima Chaudhary