Sajan Tumse Pyar Karu Mai

साजन तुमसे प्यार करूँ मैं

★ 4.96/5 (25 votes) 1952

🎤 Singer

Lata Mangeshkar

🎵 Music Director

Basant Prakash

✍️ Lyricist

Hasrat Jaipuri

🎬 Movie

Badnaam

📝 Sajan Tumse Pyar Karu Mai Song Lyrics

Hindi Lyrics (हिंदी गीत)

साजन तुमसे प्यार करूँ मैं

Transliteration (Roman English)

sajan tumse pyar karu mai
kaise tumhe batlaaun, kaise tumhe batlaaun
tan-man tum par waar karu
kaise tumhe batlaaun, kaise tumhe batlaaun

naino se la ke tumko dil me basaya hamne
dhadkan ki lay pe apna haal sunaya hamne
naino se la ke tumko dil me basaya hamne
dhadkan ki lay pe apna haal sunaya hamne
bajne lage hain dil ke taar taar taar ji
bajne lage hain dil ke taar taar taar ji
kaise tumhe batlaaun, kaise tumhe batlaaun
sajan tumse pyar karu mai
kaise tumhe batlaaun, kaise tumhe batlaaun

duniya ne aake humse jab ye sawaal kiya
pahle jhuka li najre fir ye jawab diya
duniya ne aake humse jab ye sawaal kiya
pahle jhuka li najre fir ye jawab diya
haan ji kisi se hua pyar pyar pyar ji
haan ji kisi se hua pyar pyar pyar ji
kaise tumhe batlaaun, kaise tumhe batlaaun
sajan tumse pyar karu mai
kaise tumhe batlaaun, kaise tumhe batlaaun

About "Sajan Tumse Pyar Karu Mai" Song

Sajan Tumse Pyar Karu Mai is a beautiful Hindi song from the 1952 movie Badnaam sung by Lata Mangeshkar. Find more Hindi song lyrics, meanings, and translations on LyricPunch.

#HindiSongs #Bollywood #SongLyrics #IndianMusic

Explore this song

Song video

Watch on YouTube