, , , , , , , , ,

Diya Jalakar Aap Bujhaya Lyrics - Lata Mangeshkar | Badi Maa Song | Hindi Song Lyrics

Diya Jalakar Aap Bujhaya

दिया जलाकर आप बुझाया

★ 4.82/5 (11 votes) 1945

🎤 Singer

Lata Mangeshkar

🎵 Music Director

Datta Korgaonkar

✍️ Lyricist

Zia Sarhadi

🎬 Movie

Badi Maa

📝 Diya Jalakar Aap Bujhaya Song Lyrics

Hindi Lyrics (हिंदी गीत)

दिया जलाकर आप बुझाया

Transliteration (Roman English)

diya jalakar aag bujhaya, diya jalakar aag bujhaya tere kam nirale, nirale dil tod ke janewale, dil tod ke janewale diya jalakar aag bujhaya phul pavan aur nadi kinara, karat ishare sanjh kaa tara vyakul hai man mera aaja, vyakul hai man mera aaja vyakul hai man mera aaja o chhod ke janewale, dil tod ke janewale o chhod ke janewale, dil tod ke janewale diya jalakar aag bujhaya dol rahi hai man ki naiyya, kaha chhupe ho aao khevaiyya dol rahi hai man ki naiyya, kaha chhupe ho aao khevaiyya gam kaa tufan aane ko hai chhaye badal kale, chhaye badal kale o chhod ke janewale, dil tod ke janewale diya jalakar aag bujhaya

About "Diya Jalakar Aap Bujhaya" Song

Diya Jalakar Aap Bujhaya is a beautiful Hindi song from the 1945 movie Badi Maa sung by Lata Mangeshkar. Find more Hindi song lyrics, meanings, and translations on LyricPunch.

#HindiSongs #Bollywood #SongLyrics #IndianMusic