, , , , , , , , ,

Ai Gam-E-Dil Kyaa Karun Lyrics - Lata Mangeshkar | Thokar Song | Hindi Song Lyrics

Ai Gam-E-Dil Kyaa Karun

ऐ गम-ए-दिल क्या करूँ

★ 4.81/5 (21 votes) 1953

🎤 Singer

Lata Mangeshkar

🎵 Music Director

Sardar Mallik

🎬 Movie

Thokar

📝 Ai Gam-E-Dil Kyaa Karun Song Lyrics

Hindi Lyrics (हिंदी गीत)

ऐ गम-ए-दिल क्या करूँ

Transliteration (Roman English)

shahar ki rato mein nashad aur nakara firu jagmagati jaagti sadko pe awara firu ae gam-e-dil kya karun ae vahashat-e-dil kya karun kya karun, kya karun ae gam-e-dil kya karun ae vahashat-e-dil kya karun kya karun, kya karun ae gam-e-dil kya karun ye rupahali chhanv ye akash par taro ka jaal ye rupahali chhanv ye akash par taro ka jaal jaise sufi ka tasavvur, jaise ashiq ka khayal aah lekin kaun samjhe, kaun jane dil ka hal ae gam-e-dil kya karun ae vahashat-e-dil kya karun kya karun, kya karun ae gam-e-dil kya karun raste me ruk ke dam lu ye meri aadat nahi raste me ruk ke dam lu ye meri aadat nahi laut kar vapas chala jaau meri fitrat nahi aur koi hamnava mil jaye ye kismat nahi ae gam-e-dil kya karun ae vahashat-e-dil kya karun kya karun, kya karun ae gam-e-dil kya karun ae gam-e-dil kya karun main ae vahashat-e-dil kya karun main kya karun main, kya karun main ae gam-e-dil kya karun main ae vahashat-e-dil kya karun main kya karun main, kya karun main ae gam-e-dil kya karun mujhko kismat ne banaya gadle pani ka kaval khak me mil mil gaye sab arazuo ke mahal kya khabar thi yu meri taqdeer jayegi badal ae gam-e-dil kya karun main vahashat-e-dil kya karun main kya karun main, kya karun main ae gam-e-dil kya karun main ruthne vale kisi majabur se ruthega kya jis tarah qismat ne luta yu koi lutega kya ae mere tute hue dil aur tu tutega kya ae gam-e-dil kya karun main ae vahashat-e-dil kya karun main kya karun main, kya karun main ae gam-e-dil kya karun main

About "Ai Gam-E-Dil Kyaa Karun" Song

Ai Gam-E-Dil Kyaa Karun is a beautiful Hindi song from the 1953 movie Thokar sung by Lata Mangeshkar. Find more Hindi song lyrics, meanings, and translations on LyricPunch.

#HindiSongs #Bollywood #SongLyrics #IndianMusic