, , , , , , , , ,

Aaj Ki Kaali Ghataa, Mast-Mast Aali Ghataa Lyrics - Lata Mangeshkar | Uski Kahani Song | Hindi Song Lyrics

Aaj Ki Kaali Ghataa, Mast-Mast Aali Ghataa

आज की काली घटा, मस्त मतवाली घटा

★ 4.95/5 (38 votes) 1966

🎤 Singer

Lata Mangeshkar

🎵 Music Director

Kanu Roy

✍️ Lyricist

Kaifi Azmi

🎬 Movie

Uski Kahani

📝 Aaj Ki Kaali Ghataa, Mast-Mast Aali Ghataa Song Lyrics

Hindi Lyrics (हिंदी गीत)

आज की काली घटा, मस्त मतवाली घटा

Transliteration (Roman English)

aaj ki kaali ghata, mast matwali ghata aaj ki kaali ghata, mast matwali ghata mujhse kahti hain ki pyasa hain koi kaun pyasa hain, mujhe kya malum pyas ke naam se jee darta hain is iljaam se jee darta hain shauk-e-badnaam se jee darta hain mithi najro mein samaya hain koi kyu samaya hain, mujhe kya malum aaj ki kaali ghata, mast matwali ghata mujhse kahti hain ki pyasa hain koi kaun pyasa hain, mujhe kya malum pyasi aankho mein mohabbat leke ladkhada jane ki tagat leke mujhse bewajah shikayat leke dil ki dehleez tak aaya hain koi kaun aaya hain, mujhe kya malum kuch maja aane laga jeene mein jaag utha dard koi sine mein mere ehsaas ke aayine mein ik saya najar aata hain koi kiska sayaa hain, mujhe kya malum aaj ki kaali ghata, mast matwali ghata mujhse kahti hain ki pyasa hain koi kaun pyasa hain, mujhe kya malum zindagi pehle na thhi itni hasin aur agar thi to mujhe yaad nahi yahi afsana na ban jaye kahin kuch nigaho se sunata hain koi kya sunata hain, mujhe kya malum aaj ki kaali ghata, mast matwali ghata mujhse kahti hain ki pyasa hain koi kaun pyasa hain, mujhe kya malum

About "Aaj Ki Kaali Ghataa, Mast-Mast Aali Ghataa" Song

Aaj Ki Kaali Ghataa, Mast-Mast Aali Ghataa is a beautiful Hindi song from the 1966 movie Uski Kahani sung by Lata Mangeshkar. Find more Hindi song lyrics, meanings, and translations on LyricPunch.

#HindiSongs #Bollywood #SongLyrics #IndianMusic