Roman script

Kisi ki gali mein dabe paon jaana

Kisi ki gali mein dabe paon jaana

Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha

Andhere mein zulfon ko chunari banana

Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha

Andhere mein zulfon ko chunari banana

Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha

Kisi ki gali mein dabe paon jaana

Main bhula nahin hoon, bhula nahin hoon, bhula nahin hoon

Main bhula nahin hoon jawani ki aahat

Teri shokh aankhon ki har muskurahat

Mera haath thaame labon ko dabana

Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha

Mera haath thaame labon ko dabana

Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha

Kisi ki gali mein dabe paon jaana

Main bhula nahin hoon, bhula nahin hoon, bhula nahin hoon

Main bhula nahin hoon mohabbat ki qasmein

Na dil tere bas mein, na dil mere bas mein

Mera aage badhna, tera hichkichana

Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha

Mera aage badhna, tera hichkichana

Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha

Kisi ki gali mein dabe paon jaana

Phir ek din tujh hi ko, ek din tujh hi ko, ek din tujh hi ko

Phir ek din tujh hi ko badalte bhi dekha

Mohabbat ke sooraj ko dhalte bhi dekha

Kisi ek bahane mujhe chhod jaana

Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha

Kisi ek bahane mujhe chhod jaana

Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha

Kisi ki gali mein dabe paon jaana

हिंदी में गीत

किसी की गली में दबे पाँव जाना

किसी की गली में दबे पाँव जाना

सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा

अँधेरे में ज़ुल्फ़ों को चुनरी बनाना

सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा

अँधेरे में ज़ुल्फ़ों को चुनरी बनाना

सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा

किसी की गली में दबे पाँव जाना

मैं भुला नहीं हूँ, भुला नहीं हूँ, भुला नहीं हूँ

मैं भुला नहीं हूँ जवानी की आहट

तेरी शोख़ आँखों की हर मुस्कुराहट

मेरा हाथ थामे लबों को दबाना

सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा

मेरा हाथ थामे लबों को दबाना

सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा

किसी की गली में दबे पाँव जाना

मैं भुला नहीं हूँ, भुला नहीं हूँ, भुला नहीं हूँ

मैं भुला नहीं हूँ मोहब्बत की क़समें

ना दिल तेरे बस में, ना दिल मेरे बस में

मेरा आगे बढ़ना, तेरा हिचकिचाना

सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा

मेरा आगे बढ़ना, तेरा हिचकिचाना

सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा

किसी की गली में दबे पाँव जाना

फिर एक दिन तुझी को, एक दिन तुझी को, एक दिन तुझी को

फिर एक दिन तुझी को बदलते भी देखा

मोहब्बत के सूरज को ढलते भी देखा

किसी एक बहाने मुझे छोड़ जाना

सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा

किसी एक बहाने मुझे छोड़ जाना

सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा

किसी की गली में दबे पाँव जाना

Explore this song

Song video

Watch on YouTube

Additional song details

director: Amit Saxena

music label: Tips