Roman script

Tujhse hoti bhi to kya
Tujhse hoti bhi to kya

Hoti sikayat mujhko

Tujhse hoti bhi to kya

Hoti sikayat mujhko

Tere milne se mili

Tere milne se mili

Dard ki daulat mujhko

Tere milne se mili

Zindagi ke bhi kayi

Farz hain baki mujh par

Zindagi ke bhi kayi

Farz hain baki mujh par

Ye bhi achha hain na raas

Ye bhi achha hain na raas

Aayi mohabbat mujhko

Ye bhi achha hain na raas

Aayi mohabbat mujhko

Tujhse hoti bhi to kya

Hoti sikayat mujhko

Tujhse hoti bhi to kya

Teri yadon ke ghane saye se

Ruksat chahun

Teri yadon ke ghane saye se

Ruksat chahun

Phir bulati hain kahin

Phir bulati hain kahin

Bhukh ki siddat mujhko

Phir bulati hain kahi

Bhukh ki siddat mujhko

Tujhse hoti bhi to kya

Hoti sikayat mujhko

Tujhse hoti bhi to kya

Sari duniya mere khwabon

Ki tarah ho jaye

Sari duniya mere khwabon

Ki tarah ho jaye

Ab to le de ke yahin

Ab to le de ke yahin

Ek hain hasrat mujhko

Ab to le de ke yahin

Ek hain hasrat mujhko

Tujhse hoti bhi to kya

Hoti sikayat mujhko

Tujhse hoti bhi to kya.

हिंदी में गीत

तुझसे होती भी तो क्या
तुझसे होती भी तो क्या

होती शिकायत मुझको

तुझसे होती भी तो क्या

होती शिकायत मुझको

तेरे मिलने से मिली

तेरे मिलने से मिली

दर्द की दौलत मुझको

तेरे मिलने से मिली

ज़िंदगी के भी कई

फर्ज़ हैं बाकी मुझ पर

ज़िंदगी के भी कई

फर्ज़ हैं बाकी मुझ पर

ये भी अच्छा है ना रास

ये भी अच्छा है ना रास

आई मोहब्बत मुझको

ये भी अच्छा है ना रास

आई मोहब्बत मुझको

तुझसे होती भी तो क्या

होती शिकायत मुझको

तुझसे होती भी तो क्या

तेरी यादों के घने साये से

रुख़्सत चाहूं

तेरी यादों के घने साये से

रुख़्सत चाहूं

फिर बुलाती हैं कहीं

फिर बुलाती हैं कहीं

भूख की सिद्दत मुझको

फिर बुलाती हैं कहीं

भूख की सिद्दत मुझको

तुझसे होती भी तो क्या

होती शिकायत मुझको

तुझसे होती भी तो क्या

सारी दुनिया मेरे ख़्वाबों

की तरह हो जाए

सारी दुनिया मेरे ख़्वाबों

की तरह हो जाए

अब तो ले दे के यहीं

अब तो ले दे के यहीं

एक है हसरत मुझको

अब तो ले दे के यहीं

एक है हसरत मुझको

तुझसे होती भी तो क्या

होती शिकायत मुझको

तुझसे होती भी तो क्या।

Explore this song