Roman script

Pardesi aaya des mein
Des se mere gaon mein

Gaon se mere gali mein

Gali se mere ghar mein

Ghar se… Ghar se… Ghar se…. uhun

Ghar se mere dil mein

Ab dil se jaane ka naam na le

Ooi maa main ka karu

Ho besharam sharam se jara kaam na le

Main sharamaati phiroo

Pardesi aaya des mein

Des se mere gaon mein

Gaon se mere gali mein

Gali se mere ghar mein

Ghar se mere dil mein

Ab dil se jaane ka naam na le

Ooi maa main ka karu

Ho besaram sharam se jara kaam na le

Main sharamaati phiroo

Pardesi aaya des mein

Aake mere dwaare pe haai re bade mauke se

Bedard beimaan bekadar ne dhokhe se

Bedard beimaan bekadar ne dhokhe se

Jhaank liya tan man mein palkon ke zarokhe se

Ab saiyya baiyya kahi thaam na le

Ooi maa main ka karu

Ho besharam sharam se jara kaam na le

Main sharamaati phiroo

Pardesi aaya des mein

Kaise badal sakata hai bhaagya ka jo lekha hai

Zulmi ke maathe pe aisi koi rekha hai

Zulmi ke maathe pe aisi koi rekha hai

Aisaa lage jaise pehale bhi kahin dekha hai

Dil tadape bina aaraam na le

Ooi maa main ka karu

Ho besharam sharam se jara kaam na le

Main sharamaati phiroo

Pardesi aaya des mein gaon mein

Gali mein ghar mein dil mein.

हिंदी में गीत

परदेसी आया देश में
देश से मेरे गाँव में

गाँव से मेरे गली में

गली से मेरे घर में

घर से… घर से… घर से… उहूं

घर से मेरे दिल में

अब दिल से जाने का नाम न ले

ऊई माँ मैं का करूं

हो बेशरम, शर्म से ज़रा काम न ले

मैं शरमाती फिरूं

परदेसी आया देश में

देश से मेरे गाँव में

गाँव से मेरे गली में

गली से मेरे घर में

घर से मेरे दिल में

अब दिल से जाने का नाम न ले

ऊई माँ मैं का करूं

हो बेशरम, शर्म से ज़रा काम न ले

मैं शरमाती फिरूं

परदेसी आया देश में

आके मेरे द्वारे पे, हाय रे बड़े मौके से

बेदर्द, बेईमान, बेकदर ने धोखे से

बेदर्द, बेईमान, बेकदर ने धोखे से

झाँक लिया तन मन में पलकों के झरोखे से

अब सैंया बैंया कहीं थाम न ले

ऊई माँ मैं का करूं

हो बेशरम, शर्म से ज़रा काम न ले

मैं शरमाती फिरूं

परदेसी आया देश में

कैसे बदल सकता है भाग्य का जो लेखा है

जुल्मी के माथे पे ऐसी कोई रेखा है

जुल्मी के माथे पे ऐसी कोई रेखा है

ऐसा लगे जैसे पहले भी कहीं देखा है

दिल तड़पे बिना आराम न ले

ऊई माँ मैं का करूं

हो बेशरम, शर्म से ज़रा काम न ले

मैं शरमाती फिरूं

परदेसी आया देश में, गाँव में

गली में, घर में, दिल में।

Explore this song

Song video

Watch on YouTube

Additional song details

director: Dulal Guha

cast: Dharmendra, Hema Malini, Ajit, Jagdeep, Nasir Husain

music label: Saregama