Roman script
Is ishq o mohabbat ki Kuchh hai ajeeb rasmein Is ishq o mohabbat ki Kuchh hai ajeeb rasmein Kabhi jeene ke waade Kabhi marne ki kasmein Na ye tere bas mein Na wo mere bas mein Na ye tere bas mein Na wo mere bas mein Kabhi jeene ke waade Kabhi marne ki kasmein Is ishq o mohabbat ki Kuchh hai ajeeb rasmein Kabhi intezaar karte Barsaat ki raaton mein Kabhi raat guzar jaaye Baaton hi baaton mein Kabhi intezaar karte Barsaat ki raaton mein Kabhi raat guzar jaaye Baaton hi baaton mein Ek dard machalta hai Is dil ki nas nas mein Ek dard machalta hai Is dil ki nas nas mein Kabhi jeene ke waade Kabhi marne ki kasmein Na ye tere bas mein Na wo mere bas mein Gar hum ko juda kar de Ek baar jahaan ke sitam Har baar janam lekar Har baar milenge hum Gar hum ko juda kar de Ek baar jahaan ke sitam Har baar janam lekar Har baar milenge hum Yoon e had e wafa kar le Aa milkar aapas mein Yoon ehad e wafa kar le Aa milkar aapas mein Kabhi jeene ke waade Kabhi marne ki kasmein Main teri mohabbat mein Har rasm nibha doonga Apni neenden dekar tere Khwab saja doonga Main teri mohabbat mein Har rasm nibha doonga Apni neenden dekar tere Khwab saja doonga Aisa hi hota hai jab Dil na rahe bas mein Aisa hi hota hai jab Dil na rahe bas mein Kabhi jeene ke waade Kabhi marne ki kasmein Is ishq o mohabbat ki Kuchh hai ajeeb rasmein.
हिंदी में गीत
इस इश्क़ ओ मोहब्बत की कुछ है अजीब रस्में इस इश्क़ ओ मोहब्बत की कुछ है अजीब रस्में कभी जीने के वादे कभी मरने की कसमें ना ये तेरे बस में ना वो मेरे बस में ना ये तेरे बस में ना वो मेरे बस में कभी जीने के वादे कभी मरने की कसमें इस इश्क़ ओ मोहब्बत की कुछ है अजीब रस्में कभी इंतज़ार करते बरसात की रातों में कभी रात गुजर जाए बातों ही बातों में कभी इंतज़ार करते बरसात की रातों में कभी रात गुजर जाए बातों ही बातों में एक दर्द मचलता है इस दिल की नस नस में एक दर्द मचलता है इस दिल की नस नस में कभी जीने के वादे कभी मरने की कसमें ना ये तेरे बस में ना वो मेरे बस में गर हम को जुदा कर दे एक बार जहाँ के सितम हर बार जनम लेकर हर बार मिलेंगे हम गर हम को जुदा कर दे एक बार जहाँ के सितम हर बार जनम लेकर हर बार मिलेंगे हम यूं ए हद ए वफ़ा कर ले आ मिलकर आपस में यूं एहद ए वफ़ा कर ले आ मिलकर आपस में कभी जीने के वादे कभी मरने की कसमें मैं तेरी मोहब्बत में हर रस्म निभा दूंगा अपनी नींदें देकर तेरे ख़्वाब सजा दूंगा मैं तेरी मोहब्बत में हर रस्म निभा दूंगा अपनी नींदें देकर तेरे ख़्वाब सजा दूंगा ऐसा ही होता है जब दिल न रहे बस में ऐसा ही होता है जब दिल न रहे बस में कभी जीने के वादे कभी मरने की कसमें इस इश्क़ ओ मोहब्बत की कुछ है अजीब रस्में
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Chandrani Mukherjee
- Film / album: Zulm Ki Pukar
- Composer: Laxmikant-Pyarelal
- Lyricist: Varma Malik
Song video
singer: Mohammed Rafi, Chandrani Mukherjee
director: K. C. Bokadia
cast: Parikshit Sahni, Ranjeeta
music label: Saregama