Roman script
Sarphira dil mera Ab rukega kahaan Sarfaroshi ka iraada hai Ab jhukega kahaan Sarphira Chala hai seena taan ke Shaan se dil ka ye kaafila Hai khudse hi haar ke jeetna Ab to har imtehaan Bichha de meri rahoon mein Aye zindagi mushkilon ka safar Hategi ab na kabhi Aye zindagi manzilon se nazar Sarphira dil mera Ab rukegaa kahaan Sarfaroshi ka iraada hai Ab jhukega kahaan Khaak mein mil ke dil Atish-e-gul hua Jalte jaane ka iraada hai Ab bhujega kahaan Sarphira..
हिंदी में गीत
सरफिरा दिल मेरा अब रुकेगा कहाँ सरफरोशी का इरादा है अब झुकेगा कहाँ सरफिरा चला है सीना तान के शान से दिल का ये काफिला है खुदसे ही हार के जीतना अब तो हर इम्तिहान बिछा दे मेरी राहों में ए ज़िंदगी मुश्किलों का सफर हटेगी अब न कभी ए ज़िंदगी मंज़िलों से नज़र सरफिरा दिल मेरा अब रुकेगा कहाँ सरफरोशी का इरादा है अब झुकेगा कहाँ खाक में मिल के दिल आतिश-ए-गुल हुआ जलते जाने का इरादा है अब बुझेगा कहाँ सरफिरा..
Song details
- Singer: Sreerama Chandra
- Film / album: Chandu Champion
- Composer: Pritam
- Lyricist: Kausar Munir
director: Kabir Khan
cast: Kartik Aaryan