Roman script
Kya bataaun, In sawalon mein kab se Yoon phasa hoon, Raakh saare safe par likh raha hoon Fasane mein zindagi ke Mann ko kaise aur kaise behlaun Tukde kaanch ke bikhre zameen par Chalna chahoon par chhaya hai har qadam Yeh dhuan, saans lena hai saza Yeh wafa to, bazaar mein bikti Ek chehra, haqiqatein dher saari Kyun lage hain, khud ki khoj mein sab hi Haal-e-dil mein ab kaise samjhaun Hai yeh uljhe dhaagon sa Meri sochon ka jahan Tukde kaanch ke bikhre zameen par Chalna chahoon par chhaya hai har qadam Yeh dhuan, saans lena hai saza Andar tere raaz kayi hain Andar tere raaz kayi hain Khud se jo mil paayega Oh yaara, Dil se jo sun paayega Na chhod aas ki door ko Sach toh saj jaaye ga O yaara, Phir toh sambhal jaayega
हिंदी में गीत
क्या बताऊं, इन सवालों में कब से यूं फँसा हूँ, राख सारे सफे पर लिख रहा हूँ फ़साने में ज़िंदगी के मन को कैसे और कैसे बहलाऊं तुकड़े काँच के बिखरे ज़मीन पर चलना चाहूँ पर छाया है हर क़दम ये धुआँ, साँस लेना है सज़ा ये वफ़ा तो, बाज़ार में बिकती एक चेहरा, हक़ीक़तें ढेर सारी क्यों लगे हैं, ख़ुद की खोज में सब ही हाल-ए-दिल में अब कैसे समझाऊं है ये उलझे धागों सा मेरी सोचों का जहाँ तुकड़े काँच के बिखरे ज़मीन पर चलना चाहूँ पर छाया है हर क़दम ये धुआँ, साँस लेना है सज़ा अंदर तेरे राज़ कई हैं अंदर तेरे राज़ कई हैं ख़ुद से जो मिल पाएगा ओ यारा, दिल से जो सुन पाएगा ना छोड़ आस की दूर को सच तो सज जाएगा ओ यारा, फिर तो संभल जाएगा
Song details
- Singer: Abdul Hannan
- Singer: Jaffer Zaidi
- Film / album: Coke Studio Pakistan Season 15
- Composer: Xulfi, Jaffer Zaidi, Abdullah Siddiqui
- Lyricist: Abdul Hannan
- Lyricist: Jaffer Zaidi
Song video
singer: Abdul Hannan, Jaffer Zaidi
director: Murtaza Niaz