Roman script
Kya karna hai kya nahi karna hai Na mujhko batao, Zor ki mahandi lagti nahi hai Meri khushiyo ke aage kyun tum kante rakhwao? Main sabke bech main aakar gata, Tm taali na bajao Tumhare haal or sawal pr baat kya kare Apne sath safar main jab khud Le liya to mujhe kisi ka kya karna Khwabon ko muthi main kar liya hai Pani ko duboodia hai Tumhein aisay lautta dekh kr keh rahi hai khudaaii Aayi aayi aayi aai aai aai! Dekho jeet ke aai! Aai aai aai aai aai aai! Aai aai aai aai aai aai! Dekho jeet ke aayi! Aai aai aai aai aai aai! Jeet ke aai (yeah!) (mangi on the mic!) Mere log khade mere intzar mein Hath mein dia hai sb ehtmaad mein Jese hojamalo jeet kar aaya ek raat mein Sara sansaar kaid ek insan me Chalo ab karo apna kamal Kis cheez ka intezar hai, khada hai kafila taiyar Jo bhi dhukh hai nikal de dil se bahar Kon tujhe rokega, tu kar apna dhamal Saen mein toh karta hu lakhon ki bat Aajkal ki kamyabi ek mauke ki Yeh aakar kisi kam ki nai Mujhse phucho mein karta sirf haq ki bat Gao jo dil mein hai, jo bhi hona chahte ho hokar dikhao Yahan kisi cheez ka hisab nai Dunia hai khwabon pe kayam, soch se hi khud ko banaya Baki zindagi hai chalti rehti rukti kabhi bhi nahi Aankhein kholo jani, kab tak sovoge tum? Khwabon mein baithe tum aasman chumoge? Jab beat hogi drop kya tum jhumoge? 5 kya sike pe larkana ghumoge? Khwab bikhar jate hai Pani mein doob jana chahiye Tumhein aise laut'te dekh kah rahi hai khudai Aai aai aai aai aai aai! Mujhe koi sukoon ki neend nahi milti Jab mere log zameen par sote Aai aai aai aai aai aai Khwab poore hoge, mein cash par ab dependant nahi Aai aai aai aai aai aai! Lights mujh par, mein stage par Aai aai aai aai aii aii! Aai aai aai aai aii aii! Sakhiyo sooraj nikla Andhere chale gaye Mera fateh pohcha Paarsaye chali gayi Sakhiyo sooraj nikla Andhere chale gaye Mera faateh pohcha Paarsaye chali gayi Khwabon ko tumne khwab dikhaye Bedaar ho gaye thar wale Qaafile main woh tanha nahi hai Sath sab kache ghar wale Falsafa zindagi ka diya hai Phr bhi rukne ka nam nahi Tumhein aise laut'te dekh kahrahi hai khudai Aayi aayi aayi aai aai aai! Dekho jeet ke aai! Aai aai aai aai aai aai! Aai aai aai aai aai aai! Dekho jeet ke aayi! Aai aai aai aai aai aai! Jeet ke aai
Song details
- Singer: Noman Ali Rajper
- Singer: Babar Mangi
- Singer: Marvi
- Singer: Saiban
- Film / album: Coke Studio Pakistan Season 15
- Composer: Xulfi, Abdullah Siddiqui
- Lyricist: Noman Ali Rajper
- Lyricist: Babar Mangi
Song video
singer: Noman Ali Rajper, Babar Mangi, Marvi, Saiban
director: Awais Gohar