Roman script
Hoon... Ab kya misaal doon main Tumhare shabaab ki Insaan ban gayee hai kiran Mahtaab ki ab kya misaal doon Chehre main ghul gaya hai Haseen chandni ka noor Aankhon mein hai chaman Ki jawan raat ka suroor Gardan hai ek jhuki hui Daali daali gulab ki Ab kya misaal doon main Tumhare shabaab ki Ab kya misaal doon Gesu khule to shaam Ke dil se dhuan uthe Chhule kadam to jhuk Ke na phir aasman uthe Sau baar jhilmilaye shama Shama aaftab ki Ab kya misaal doon Deewar o dar ka rang Yeh aanchal yeh pairhan Ghar ka mere chirag hai Boota sa yeh badan Tasveer ho tumhi mere Jannat ke jannat ke khwab ki Ab kya misaal doon main Tumhare shabaab ki Insaan ban gayee hai kiran Mahtaab ki ab kya misaal doon.
हिंदी में गीत
हूँ... अब क्या मिसाल दूँ मैं तुम्हारे शबाब की इंसान बन गयी है किरण महताब की अब क्या मिसाल दूँ चेहरे में घुल गया है हसीं चाँदनी का नूर आँखों में है चमन की जवान रात का सुरूर गर्दन है एक झुकी हुई डाली डाली गुलाब की अब क्या मिसाल दूँ मैं तुम्हारे शबाब की अब क्या मिसाल दूँ गेसू खुले तो शाम के दिल से धुआं उठे छूले कदम तो झुक के न फिर आसमाँ उठे सौ बार झिलमिलाये शमा शमा आफ़ताब की अब क्या मिसाल दूँ दीवार ओ दर का रंग यह आँचल यह पैरहन घर का मेरे चिराग है बूते से यह बदन तस्वीर हो तुम्ही मेरे जन्नत के जन्नत के ख्वाब की अब क्या मिसाल दूँ मैं तुम्हारे शबाब की इंसान बन गयी है किरण महताब की अब क्या मिसाल दूँ
Song details
- Singer: Mohmmed Rafi
- Film / album: Aarti (1962)
- Composer: Roshan
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Song video
director: Phani Majumdar
cast: Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Shashikala
music label: Saregama