Roman script
Shree mahakal mere swami bholenath Tere charno mein jag sara Magn rahe magn rahe Shree mahakal antaryami bhairavnath Saare bhakton ke kashton ko Door kare door kare Alag alag hai naam tere Par kaam hai tera ek Haath jod sab naman karein Sab karein rudra abhishek Bhole ka jo dhyan kare Wo kaam kare hai nek Devo ke hain dev hamare Har har mahadev Bano yogi padho mantar Bolo shambhu shiv shankar Teri bhakti hai nirantar Bolo shambhu shiv shankar Shree mahakal mere swami bholenath Tere charno mein jag sara Magn rahe magn rahe Shree mahakal antaryami bhairavnath Saare bhakton ke kashton ko Door kare door kare Amrit ki hawa mein Jo vish pee jaye Neel kanth achal hai Om namah shivaay Kan kan mein samaaye Shiv ganga dharaye Mahakal param hai Om namah shivaay Alag alag hai naam tere Par kaam hai tera ek Haath jod sab naman karein Sab karein rudra abhishek Bhole ka jo dhyan kare Wo kaam kare hai nek Devo ke hain dev hamare Har har mahadev Bano yogi padho mantar Bolo shambhu shiv shankar Teri bhakti hai nirantar Bolo har har mahadev Bano yogi padho mantar Bolo shambhu shiv shankar Teri bhakti hai nirantar Bolo har har mahadev Shree mahakal mere swami bholenath Tere charno mein jag sara Magn rahe magn rahe Shree mahakal antaryami bhairavnath Saare bhakton ke kashton ko Door kare door kare Shambhu
Song details
- Singer: Akshay Kumar
- Singer: Sudhir Yaduvanshi
- Singer: Vikram Montrose
- Composer: Meggha Vikaas Bali
- Lyricist: Abhinav Shekhar
Song video
singer: Akshay Kumar, Sudhir Yaduvanshi, Vikram Montrose
director: Ganesh Acharya
director of photography: Ajay Pandey
music label: Times Music