Roman script
duniya chali mars pe chand zameen pe bik rayo arey black and white se colour hua ab 3d mei sab dikh rayo duniya chali mars pe chand zameen pe bik rayo arey black and white se colour hua ab 3d mei sab dikh rayo hazaron chadh gaye everest ka pahaad hazaron chadh gaye everest ka pahaad bhaiya dhaad dhaad dhaad kar le ab to toilet ka jugaad o bhaiya dhaad dhaad dhaad kar le ab to toilet ka jugaad kab tak lego tu pedon ki aad bhaiya dhaad dhaad dhaad kar le ab to toilet ka jugaad o bhaiya dhaad dhaad dhaad kar le ab to toilet ka jugaad public mei bhardo laaj sharam sabhyata yahi shikhaye ghoonghat khencho pet tak baitho sari uthaye bhabhi nikli tadke tadke raste khade ladke rahe taad sunle kya nature ki pukaar bhaiya dhaad dhaad dhaad kar le ab to toilet ka jugaad o bhaiya dhaad dhaad dhaad kar le ab to toilet ka jugaad kab tak lego tu khambo ki aad bhaiya dhaad dhaad dhaad kar le ab toh toilet ka jugaad o bhaiya dhaad dhaad dhaad kar le ab toh toilet ka jugaad tourist dekhe kile aur mahal jo desh ki shaan badhaye hum toh samajh ke baap ka maal kone bhigo ke aaye baas maare ab apni virasat naash hua achar vichar tel dekh tu tel ki dhaar o bhaiya dhaad dhaad dhaad kar le ab to toilet ka jugaad mehak rahi hai desh ki galiyan saans lena ho gayo muhaal swachh banega bharat khud hi dekh le apne ghar ka haal nadi kinare baithega tu sab paani mei mil jayego wahi bahega nalkon se phir usko hi tu pee jayego haath mein leke izzat apni khada hai tu kyun maidaano mein dikhe koi jo dhar maarta rapat likha do tum thaano mein khule mei hai jo shan agar to dhoti pehanna chhod de har cheez parampara nahi re pyare aad tu lena chhod de aad tu lena chhod de aad tu lena chhod de mill kar mauka na sabhayta pe phaad bhaiya dhaad dhaad dhaad kar le ab toh toilet ka jugaad o bhaiya dhaad dhaad dhaad kar le ab toh toilet ka jugaad kab tak lego tu pedon ki aad bhaiya dhaad dhaad dhaad kar le ab to toilet ka jugaad o bhaiya dhaad dhaad dhaad kar le ab to toilet ka jugaad
Song details
- Singer: Vickey Prasad
- Singer: Akshay Kumar
- Film / album: Toilet - Ek Prem Katha (2017)
- Composer: Vickey Prasad
- Lyricist: Siddharth Garima
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Atul Srivastava
- Actor: Ayesha Raza Mishra
- Actor: Bhumi Pednekar
- Actor: Divyendu Sharma
- Actor: Gunjan Malhotra
- Actor: Jaspal Sharma
- Actor: Rajesh Sharma
- Actor: Ratishankar Tripathi
- Actor: Sachin Khedekar
- Actor: Sana Khan
- Actor: Satyajeet Dubey
- Actor: Shubha Khote
- Actor: Sudhir Pandey
- Actor: Vijay Kumar Dogra
singer: Vickey Prasad, Akshay Kumar