Roman script

Dekho dekho kaisi baatein yahan ki 
Hai saath par hai saath na bhi

Kya itni aasaan hain?

Dekho dekho jaise mere iraade

Waise kahaan tere yahan the

Haan kitni naadan main

Mere husn ke ilawa kabhi dil bhi maang lo na

Haye pal mein main pighal jaun haan 

Ab aisa na karo ke dil judna paye wapis

Teri baaton se bikhar jaun haan 

Mana zamana hai deewana

Isilye tune na jana 

Tere liye main kaafi hoon 

Dekho dekho yeh zamane se thak kar 

Aate ho kyun masoom ban kar?

Tere liye main kya hi hoon?

Phir aate kyun yahan

Karne aankhon mein ho baarish?

Ab aaye toh thehar jao na

Aur poocho na zara 

Mere din ke bare mein bhi

Bas itne mein sambhal jaun haan 

Haan ek din kabhi koi 

Jab bhi padhe kahani teri

Lagta mujhe mere naam ka 

Zikr kahin bhi hoga nahin

Haan main yahin 

Meri yeh aankhon mein 

Aankhon mein toh dekho 

Dekho yeh dil ka haal kya 

Hothon se hota na bayaan 

Meri yeh aankhon mein 

Aankhon mein toh dekho 

Kaisa naseeb hai mera

Milke bhi na mujhe mila 

Meri yeh aankhon mein 

Aankhon mein toh dekho 

Teri adhuri si wafa 

Maangu main maangu aur na 

Meri yeh aankhon mein 

Aankhon mein toh dekho 

Dekho dekho kaisi kheenchi lakeerein

Chahe bhi dil toh bhi na jeete

Main iss daud mein nahin

Dekho dekho kaisi baatein yahan ki 

Baatein yahi dekhoon jahan bhi 

Main is daur se nahin

हिंदी में गीत

देखो देखो कैसी बातें यहाँ की 
है साथ पर है साथ ना भी

क्या इतनी आसान हैं?

देखो देखो जैसे मेरे इरादे

वैसे कहाँ तेरे यहाँ थे

हां कितनी नादान मैं

मेरे हुस्न के इलावा कभी दिल भी माँग लो ना

हाए पल में मैं पिघल जाउँ हाँ 

अब ऐसा ना करो के दिल जुड़ना पाए वापिस

तेरी बातों से बिखर जाउँ हाँ 

माना ज़माना है दीवाना

इसीलये तूने ना जाना 

तेरे लिए मैं काफ़ी हूँ 

देखो देखो ये ज़माने से तक कर 

आते हो क्यूँ मासूम बन कर?

तेरे लिए मैं क्या ही हूँ?

फिर आते क्यूँ यहाँ

करने आँखों में हो बारिश?

अब आए तो ठहर जाओ ना

और पूछो ना ज़रा 

मेरे दिन के बारे में भी

बस इतने में सम्भल जाउँ हाँ 

हां एक दिन कभी कोई 

जब भी पढ़े कहानी तेरी

लगता मुझे मेरे नाम का 

ज़िक्र कहीं भी होगा नहीं

हां मैं यहीं 

मेरी ये आँखों में 

आँखों में तो देखो 

देखो ये दिल का हाल क्या 

होठों से होता ना बयान 

मेरी ये आँखों में 

आँखों में तो देखो 

कैसा नसीब है मेरा

मिलके भी ना मुझे मिला 

मेरी ये आँखों में 

आँखों में तो देखो 

तेरी अधूरी सी वफ़ा 

मांगू मैं मांगू और ना 

मेरी ये आँखों में 

आँखों में तो देखो 

देखो देखो कैसी खींची लकीरें

चाहे भी दिल तो भी ना जीते

मैं इस दौड़ में नहीं

देखो देखो कैसी बातें यहाँ की 

बातें यही देखूं जहाँ भी 

मैं इस दौर से नहीं

Explore this song