Roman script
La la la la la la la la Gulabi aankhen jo teri dekhi Sharabi ye dil ho gaya Sambhalo mujhko o mere yaaron Sambhalna mushkil ho gaya Dil mein mere khwaab tere Tasveer jaise ho deewar pe Tujhpe fida Main kyun hua Aata hai gussa mujhe pyaar pe Main loot gaya Maan ke dil ka kaha Main kahin ka na raha Kya kahun main dilruba Bura ye jaadu teri aankhon ka Ye mera kaatil ho gaya Gulabi aankhen jo teri dekhi Sharabi ye dil ho gaya Maine sada Chaha yahi Daman bacha loon hasino se main Teri qasam khwabon mein bhi Bachta phira nazneenon se main Touba magar mil gayi tujhse nazar Mil gaya dard-e-jigar Sun zara o bekhabar Zara sa hans ke jo dekha tune Main tera bismil ho gaya Gulabi aankhen jo teri dekhi Sharabi ye dil ho gaya Sambhalo mujhko o mere yaaron Sambhalna mushkil ho gaya
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: The Train (1970)
- Composer: R.D. Burman
- Lyricist: Anand Bakshi
Song video
director: Ravikant Nagaich
cast: Rajesh Khanna, Nanda
music label: Saregama