Roman script

Hmm.. Hmm..

Tum jo nahi toh kuch bhi nahi hai

Main hoon kahin aur sansein kahin hai

Tumhare siwa jo dekha nazar mein

Maine woh sapna tod diya

Jab se gaye ho tum door mujhse

Jab se gaye ho tum door mujhse

Dil ne dhadakna chhod diya

Jab se gaye ho tum door mujhse

Dil ne dhadakna chhod diya

Kuch bhi samajh mein na aaye

Faaslein kyun tumne banaye

Kuch bhi samajh mein na aaye

Faaslein kyun tumne banaye

Itna toh ishq bhi na mila

Jitne maine dard hai paaye

Jiske aage koi rasta nahi hai

Zindagi ne aisa mod liya

Jab se gye ho tum door mujhse

Jab se gye ho tum door mujhse

Dil ne dhadakna chhod diya

Jab se gye ho tum door mujhse

Dil ne dhadakna chhod diya

हिंदी में गीत

तुम जो नही तो कुछ भी नही है
मैं हूँ कहीं और साँसें कहीं है

तुम्हारे सिवा जो देखा नज़र में

मैने वो सपना तोड़ दिया

जब से गये हो तुम दूर मुझसे

जब से गये हो तुम दूर मुझसे

दिल ने धड़कना छोड़ दिया

जब से गये हो तुम दूर मुझसे

दिल ने धड़कना छोड़ दिया

कुछ भी समझ में ना आए

फासलें क्यूँ तुमने बनाए

कुछ भी समझ में ना आए

फासलें क्यूँ तुमने बनाए

इतना तो इश्क़ भी ना मिला

जीतने मैने दर्द है पाए

जिसके आगे कोई रास्ता नही है

ज़िंदगी ने ऐसा मोड़ लिया

जब से गये हो तुम दूर मुझसे

जब से गये हो तुम दूर मुझसे

दिल ने धड़कना छोड़ दिया

जब से गये हो तुम दूर मुझसे

दिल ने धड़कना छोड़ दिया

Explore this song