Roman script
Tumse pyaar kahan hoga Tum to faraar ho jaate ho 4 gaadiyan aati hain Kalli ko milne aate ho Logon ke haath judhaate jo Mere aake baithte pairon mein Are choti choti baatein hoti Rehti hain bade shehron mein Choti choti baatein hoti Rehti hain bade shehron mein Tu baith te sahi bolero mein Tu poori hai meri aur Aadha gurgaon apna hai 10 saal pehle kar diya Jo ab logon ka sapna hai x(2) Raaton ko to sune the fire Hote hain dopehron mein Are choti choti baatein hoti Rehti hain bade shehron mein Choti choti baatein hoti Rehti hain bade shehron mein Tu baith te sahi bolero mein Minister lagte ho babbu Itna na tamjham karo Dar lagta hai duniya se Ab itna bhi na naam karo Minister lagte ho elvish Itna na tamjham karo Dar lagta hai duniya se Ab itna bhi na naam karo Oh abhi to charche hote hain Kuch apno mein kuch gairon mein Are choti choti baatein hoti Rehti hain bade shehron mein Choti choti baatein hoti Rehti hain bade shehron mein Tu baith te sahi bolero mein
Song details
- Singer: Preetinder
- Singer: Asees Kaur
- Composer: Rajat Nagpal
- Lyricist: Babbu
Song video
singer: Preetinder, Asees Kaur
director: Nitish Raizada
cast: Elvish Yadav, Manisha Rani
choreography: Smile masih
director of photography: Sukh Kamboj
music label: PlayDMF