Roman script

Aye dil ko dukha ke

Thoda hum bhi dekhenge

Yaadon mein basa ke

Thoda hum bhi dekhenge

Shayad hum juda huye

Toh phir na milein

Ho na ja sarkaare

Dekh toh yahan re

Pyar ke hain maare

Jaise toote taare hain bechare

Kayi saare kayi saare

Ho main kya karti

Ek bahana chun liya

Ho tere chehre ka

Sirhaana bunn liya

Toota jo taaravzameen pe hara

Khwab humara falling from the sky

Samjhe ishaara kehna kya chah raha

Saansein bachi na love me back to life

Love me back to life

Na dekha toone haal yeh mera

Muqaddar bhi sath na mera

Begano si main nachdi phirun

Teri jogan banke saajna

Iss hi tarah din katega mera

Raatein hongi meri tanha

Tu sunega nahi

Main bhi bolungi na

Tujhse pyaar kiya

Ho jo tu hi nahi hai

Kya paas humaare

Wahin dil dooba re

Jahan na kinara na sahara

Na tumhara na humara

Ho main kya karti

Ek bahana chun liya

Ho tere chehre ka

Sirhaana bunn liya

Toota jo taara zameen pe haara

Khwab humara falling from the sky

Samjhe ishaara kehna kya chah raha

Saansein bachi na love me back to life

Explore this song