Roman script

Dede darshan phir ek baar

Dwaar aaya bhajan kumar

Ho dede darshan phir ek baar

Dwaar aaya bhajan kumar

Kasht se uddhar karde

Aaj beda paar karde

Zindagi se rahle aur

Unche vichaar karde

Follower tere saare

Milke tujhe pukaare

Inki khabar lene

Aa aa aa aa aaja

Kanhaiya twitter pe aaja

Aaja bhagat ki bigdi bana ja

Kanhaiya twitter pe aaja

Aaja bhagat ki bigdi bana ja

Sawalon se bhara ye maan hai mera

Tu aake jara uttar bata ja

Radhe

Kanhaiya, kanhaiya, zor se bolo

Kanhaiya twitter pe aaja

Bhagat ki bigdi bana ja, banaja

Ho ghor kaliyug mein yeh jag

Tera path se hi bhatka hai

Tujhse hat kar dhyaan sabka

Jo phone pe atka hai

Fir zara ek baar lele

11 wa avatar lele

Digital roop mein hi

Chahe is baar lele

Man ka hua fajeeta

Fir se padha de geeta

Humein upadesh dene aa aa aa

Aaja kanhaiya, kanhaiya

Kanhaiya twitter pe aaja

Bhagat ki bigdi bana ja

Kanhaiya twitter pe aaja

Bhagat ki bigdi bana ja

Feel ke saath

Ghanshyam mere aaja

Ghar mein andhere aaja

Raat aadhi chahe

Tadke savere aaja

Aa shankh bajane aaja

Makhan churane aaja

Janmo janam ki

Man ki bujhane aaja

Jazbe pe anokhe aaja

Radhe ko leke aaja

Bandhu sudama ko bhi

Peeche bitha ke aaja

Aaja, aaja, aaja

Aaja, aaja, aaja

Aaja, aaja aa…

Kanhaiya twitter pe aaja

Bhagat ki bigdi bana ja

Explore this song